Love Shayari in English

Meri bechaini mere ishq ko barbaad na karde,
Phadphadata bhi nahi hoon ke woh aazaad na karde πŸ–€πŸ’”

Ab jo poochhenge log tumhaara,
Haye! Kaise kahoon ga chhod gaye tum 😒

Ab mera kisi bhi cheez se koi taalluq nahi raha..!! πŸ₯€
Jin jin cheezon ko dil se chaaha, woh sab kho diya maine..!! 😒

Na jaan bhadakti hai apni, na raakh hote hain,
Humein yeh kaisi museebat mein tum utaar gaye

Gham-gusaaron ko mujh se matlab kya,
Jo bhi hona tha ho chuka… ab kya

Tujhe mil gaye tere mayaar ke log..!!
Hamari gareebi hamari mohabbat ki qaatil nikli β€β€πŸ©Ή

Kitni koshish ke baad haar maani hai maine,
Tumhe kya lagta hai tumhe yun hi jaane diya…

Usne sawaal kiya β€” “Bhool to nahi jaoge?” πŸ™ŒπŸ»πŸ™‚
Jawab kya deta jab sawaal hi paida nahi hota πŸ’πŸ€πŸ‘€

Main, yeh, woh, agar, magar kya laga rakha hai,
Yeh batao mujhe ghar pe kya bata rakha hai?
Aur mere siwa yeh kaun itna khaas hai,
Jiske naam ke aage dil laga rakha hai ❀

Hamare aur tumhaare raaste mein ek naya-pan tha,
Magar duniya puraani hai… na tum samjhe, na hum samjhe πŸ–€

Love shayari 2 line in English

Saari raat takleef deta hai yahi ek sawaal mujhe…
Yaar wafa karne wale aksar akele hi kyun reh jaate hain… πŸ’«πŸ’”

Jawab to tere har sawaal ka tha,
Magar lajawab mujhe tera lehja kar gaya…

Ek mulaqat ki keemat mujh se poochho faqat,
Ek shakhs ke liye main darwaaza khula rakhta hoon… β™₯πŸ₯€

Meri bechaini mere ishq ko barbaad na karde,
Phadphadata bhi nahi hoon ke woh aazaad na karde… πŸ–€πŸ’”

Bazm-e-wafa mein apni gareebi na poochhiye… 😞
Ek dard-e-dil hai, woh bhi kisi ka diya hua… ❀‍πŸ”₯

Har shakhs ko nahi milti munh maangi muraaden, πŸ˜₯
Har shakhs muqaddar ka Sikandar nahi hota… πŸ˜ŠπŸ’―

Sab ki raahon mein manzilein aayi,
Mere hisse mein bas safar aaya… πŸ–€

Bahut the mere bhi is duniya mein apne,
Phir ishq hua… aur hum laawaris ho gaye… πŸ₯ΊπŸ’”πŸ’”πŸ₯Ί

Ehsaas o marwat ke hum ronde hue log… πŸ₯€
Kuch keh bhi agar paayein to faqat itna: “Chalo khair…” πŸπŸ™‚

Best love shayari in English

Bahut kuch kehna tha tum se lekin,
Tum to haal tak na samjhe… baatein kya samjhoge

Maine aane na diya koi ilzaam us par Ghalib, πŸ₯Ί
Maine har kisi se kaha, mujh se nibhaayi nahi gayi. 😭

Yaad aayegi teri par… tujhe awaaz na doonga,
Likhoonga har shayari tere liye… par tera naam na loonga.

Dher mohabbatein waar di jis par,
Mitti barabar qadr na ki usne.

Hazaron ka dil toda kisi ek ki khaatir,
Phir usne bhi dil tod diya kisi aur ki khaatir.

Hum kahaan baste hain kisi ke dil mein,
Hum to bas waqt guzaari ka saamaan thehre

Ujray hue dil ko aabaad karne ki zid na kar ae zindagi, πŸ₯Ί
Jala diya humne woh dil jisme matlab ke log baste hain. πŸ”₯❀‍πŸ”₯

Matlab ki hai dosti, matlab ke hain yaar…
Pyaar to koi cheez nahi… pyaar hai bekaar.

Khwahishein dil ka saath chhod gayi hain,
Yeh aziyat… badi aziyat hai.

Saare rishte tabah kar aaya,
Dil barbaad… apne ghar aaya.

Similar Posts

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *